Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Dev Anand
Home Dev Anand
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan aati hai sadaa teriii toote huye taaron se aahat teri sunti hoon khaamosh nazaron se bheegi hawaa udi ghata kehti hai teri kahani tere liye bechain hai sholon mein lipti jawaani seene mein bal kha raha hai dhuwan sunn ja dil ki daastaan ye raat ye chaandanee phir kahan sunn ja dil ki daastaan chaandanee raaten pyaar ki baaten kho gayin jaane kahaan lehron ke labon par hain khoye huye afsaane gulzaar ummeedon ke sab ho gaye veerane tera pata paaun kahaan soone hain saare thikane jaane kahaan gum ho gaye jaa ke wo agle zamaane barbaad hai aarzoo ka jahaan sunn ja dil ki daastaan sunn ja dil ki daastaan
tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr mere jeewan saathi bata dil kyun dhadke reh reh kar kya kahaa hai chaand ne jisko sun ke chaandani har lahar pe jhoom ke kyun ye naachane lagi chaahat ka hai harsoon asar phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr keh raha hai mera dil ab ye raat na dhale khushiyon ka ye silsila aise hi chalaa chale tujhko dekhun dekhun jidhar phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr hai shabaab par umang har khushi jawaan hai meri dono baahon mein jaise aasmaan hai chalti hoon main taaron par phir kyun mujhko lagta hai darr tera mera pyaar amar phir kyun mujhko lagta hai darr
tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya jaane kaisa jaadoo kiya teri meethi baat ne tera mera pyaar hua pehli mulaqat mein jaane kaisa jaadoo kiya teri meethi baat ne tera mera pyaar hua pehli mulaqat mein pehli mulaqat mein haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya haathon mein haath le ke kabhi bhi naa chhodna pyaar ki ye dor saiyaan baandh ke naa todna haathon mein haath le ke kabhi bhi naa chhodna pyaar ki ye dor saiyaan baandh ke naa todna baandh ke naa todna haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya mera chhota sa jiya pardesiya haaye tere nainon ne tere nainon ne chori kiya
tere sau deewane jhuthe parwaane hooo tere sau deewane jhuthe parwaane hooo ik tera sachcha aashique hoon main maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane hooo ik tera sachcha aashique hoon main maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane chhod jaayenge dil tod jaayenge ye baqadar yaar mushkil mein chhod jaayenge dil tod jaayenge ye baqadar yaar mushkil mein inn pe naa kar yakin kho naa jaaye kahin raste hain anjaaneeee maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane aaj hain yahaan kal aur kahin haan inki kuchh aisi hi aadat hai aaj hain yahaan kal aur kahin haan inki kuchh aisi hi aadat hai dil masal denge ye pee ke chal denge ye aankhon ke paimaane maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane hooo ik tera sachcha aashique hoon main maane yaa tu naa maane re tere sau deewane jhuthe parwaane
yaad kiya dil ne kahaan ho tum jhoomti bahaar hai kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum yaad kiya dil ne kahaan ho tum jhoomti bahaar hai kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum hoooo o o kho rahe ho aaj kis khayaal mein hoooo o o dil phansaa hai bekasi ke jaal mein hoooo o o kho rahe ho aaj kis khayaal mein hoooo o o dil phansaa hai bekasi ke jaal mein matlabi jahaan meherbaan ho tum yaad kiya dil ne kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum hoooo o o raat dhal chuki hai subah ho gayee hoooo o o main tumhaari yaad le ke kho gayee hoooo o o raat dhal chuki hai subah ho gayee hoooo o o main tumhaari yaad le ke kho gayee ab to meri daastaan ho tum yaad kiya dil ne kahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum pyaar se pukaar lo jahaan ho tum hoooo o o tum humari zindagi ke baag ho hoooo o o tum humari raah ke charaag ho hoooo o o tum humari zindagi
ye duniyaa hai ye duniyaa hai ye duniyaa hai yahaan dil ka lagana kiss ko aata hai hazaaron pyaar karte hain hazaaron pyaar karte hain nibhaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai yahaan dil mein samaana kiss ko aata hai mitaane waale laakhon hain mitaane waale laakhon hain banaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai nighaahen pher li tumne to hum kiss ki taraf dekhen kiss ki taraf dekhen tumhin keh do muhabbat ka fasaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai wafaa ka yun to dam bharte hain iss duniyaa mein sab lekinnnn duniyaa mein sab lekin wafaa ke naam par mitt kar dikhaana kiss ko aata hai hazaaron pyaar karte hain hazaaron pyaar karte hain nibhaana kiss ko aata hai ye duniyaa hai yahaan dil ka lagana kiss ko aata hai ye duniyaa hai
ye nai nai preet hai tuhi to mera meet hai naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka naye iqraar ka naa ho koi jahaan bana le wahin aashiyaan ye nai nai preet hai nazar tumse mili aise ke hum sharma gaye pukaara jab tere dil ne to phir hum aagaye nazar tumse mili aise ke hum sharma gaye pukaara jab tere dil ne to phir hum aagaye kasam tumhein pyaar ki isi iqraar ki naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka nigaahon hi nigaahon mein kaho kya kar diya mere daaman ko phoolon se ye kisne bhar diya nigaahon hi nigaahon mein kaho kya kar diya mere daaman ko phoolon se ye kisne bhar diya chalo chal den wahaan zameen aur aasmaan gale milte jahaan banale wahin aashiyan ye nai nai preet hai tuhi to mera meet hai naa jaane koi saajna ye teri meri dastaan sama hai yeh pyaar ka naye iqraar ka naa ho koi jahaan bana le wahin aashiyaan ye nai nai preet hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sun Ja Dil Ki Dastaan (Duet) Jaal (1952) 03:46 13389
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Raag- 
Kafi
Duration : 03:46   Song Number : 13389   

Tera Mera Pyaar Amar Asli-Naqli (1962) 03:52 21278
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana, Dev Anand
Duration : 03:52   Song Number : 21278   

Tere Nainon Ne Chori Pyar Ki Jeet (1948) 02:46 11933
 
Poster of Pyar Ki Jeet (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Dev Anand
Duration : 02:46   Song Number : 11933   

Tere Sau Deewane Shareef Badmaash (1973) 04:13 14233
 
Poster of Shareef Badmaash (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 14233   

Yaad Kiya Dil Ne Patita (1953) 04:17 21419
 
Poster of Patita (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Usha Kiran, Dev Anand
Duration : 04:17   Song Number : 21419   

Ye Duniya Hai Shair (1949) 02:59 14216
 
Poster of Shair (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Dev Anand
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 14216   

Ye Nai Nai Preet Hai Pocket Maar (1956) 03:50 21452
 
Poster of Pocket Maar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Dev Anand
Duration : 03:50   Song Number : 21452   
Karaoke Songs of Dev Anand, Sad Songs of Dev Anand, Love Songs of Dev Anand, Dance Songs of Dev Anand, Hip-hop songs of Dev Anand, Best songs of Dev Anand, Super hit songs of Dev Anand, hit songs of Dev Anand, duet songs of Dev Anand, solo songs of Dev Anand, old songs of Dev Anand, famous songs of Dev Anand, Hindi Karaoke Songs of Dev Anand, Hindi Sad Songs of Dev Anand, Hindi Love Songs of Dev Anand, Hindi Dance Songs of Dev Anand, Hindi Hip-hop songs of Dev Anand, best Hindi songs of Dev Anand, super hit Hindi songs of Dev Anand, hit Hindi songs of Dev Anand, duet Hindi songs of Dev Anand, solo Hindi songs of Dev Anand, old Hindi songs of Dev Anand, famous Hindi songs of Dev Anand, Sing Along Songs of Dev Anand, Sing Along Sad Songs of Dev Anand, Sing Along Love Songs of Dev Anand, Sing Along Dance Songs of Dev Anand, Sing Along Hip-hop songs of Dev Anand, Sing Along Best songs of Dev Anand, Sing Along Super hit songs of Dev Anand, Sing Along hit songs of Dev Anand, Sing Along duet songs of Dev Anand, Sing Along solo songs of Dev Anand, Sing Along old songs of Dev Anand, Sing Along famous songs of Dev Anand